Thursday, March 22, 2012

Andekha Tufaan



Namkeen paani kuch idhar bi hai baandh ki peeche tufaan ki tarha thapede marta hua. baad kabi yaha bi aati hai ehsaso ka dum ghoti hui.
aur beh jati hai imarate jo bani thi palko ki chaon mei, sapno ki narm ithose.
ye paani samundar ki tarha vishal na sahi .
kabi chkh kar dekho. ye kam kadwa bi nahi.
baad ke bad sanate ki goonj khokhla ek aks chod jati hai, sab kuch cheen kar...